Tu hi haqeeqat khaab tu, dariya tu hi pyaas tu
Tu hi dil ki bekaraari tu sukun tu sukun
Jaau main abb jab jis jagah paau main tujhako uss jagah
Saath hoke na ho tu hai rubaru rubau
Tu hamsafar tum hamkadam tu hamnawa mera - (2)
Tu juda ho toh age hain aata jaata har pal ajij
Aa tujhe inn baahon mein bhar ke aur bhi kar loon main kareeb
Iss jahaan mein hai aur na hoga mujhasa koi khushnaseeb
Tere dil ki dhadkano mein main hi hoon, main hi hoon
Tune mujhako dil diya hai main hoon tere sabase kareeb
Main hi toh tee dil mein hoon, main hi saanson mein basu
Tu hamsafar tum hamkadam tu hamnawa mera - (2)
Abb kise darr dhup ka hai kyun ki hai yeh mujhape bichhi
Kab bhala abb yeh waqt gujare kuchh pata chalata hi nahi
Jabase mujhako tu mila hai hosh kuchh bhi apana nahi
Uff yeh teri palakein ghani si, chhanv inaki hai dilnashi
Tere bina na saans loon tere bina na main jiu
Tu hamsafar tum hamkadam tu hamnawa mera - (4)
Tere bina na ek pal bhi reh saku, reh saku
Tu hi haqeeqat khaab tu, dariya tu hi pyaas tu
Tu hi dil ki bekaraari tu sukun tu sukun